How to prevent apps from uninstall in android | How do I protect an app from being uninstalled
Aaj me aapko bataunga ki aap apne android mobile se kisi bhi app ko uninstall hone se kaise rok sakte hai, mtlb aapki marzi ke bina koi bhi person aapke phone se koi bhi app uninstall nhi kar payega
Iske liye sabse pehle aapko apne android mobile mein ek application ko install krna pdega, aur ye application aapko play store se asani se mil jayegi.
Application install karne ke baad aapko isse open kr lena hai, aur open karne ke baad aapke samne kuch aisa interface aayega aur aapko yaha par ek password set kar lena hai
Ab aap yaha par jis bhi application ko uninstall hone se rokna chahte hai, uss application ko select krke usse on kar sakte hai, option ko on krne k baad wo application lock ho jayegi aur jab v koi uss application ko uninstall krne ke liye try krega, to wo application uninstall hone se pehle password mangega, isi tarah se aap kisi bhi application ko uninstall hone se rok sakte hai.
Agar aap iske baare me aur detail se jan na chahte hai to aap mere YouTube Channel par jakr video dekh sakte hai, iske baare mein maine complete video bhi banaya hua hai.
No comments:
Post a Comment